world yoga day
hi dosto main hu aapka pyara desh waasi aaj hum baat karenge ek ese din ke baare me jis din ki suruat bharat ne hiki hai or wo hamare bharat ki hi den hai. haa dosto aaj hum baat karenge yoga ke baare me 21'st june dosto yoga ki suruat bharat se hi hui hai or aaj yog ko puri duniya ne khule haatho se apnaya hai . ek taraf jaha hum bhartiya medical science ki taraf jaa rahe hai or or purane upcharoor homeopathy ki jagah scientific dawaiyo ki taraf badh rahe hai. wahi dusri taraf jin videshiyo ne humare desh par kabja kiya tha or apni sanskriti ko hum par thopa tha aaj wahi yog ko khule haatho se apna rahe hai. ji ha dosto hai na proud wali baat dosto yog krne se tamam bemariyo se chhutkara mil jata hai aapko proud feel hona chahiye ki BABA RAMDEV jaise yog guru bharat ki dharti se nikle hai jihnone yog ko aage badhane me sbse jyada yogdan diya hai . dosto agar pure din me aadhe ghante bhi yog krte hai to aapko bht si esi bemariyo se bach skte ho jinka aapkao pta bhi nhi hota . dosto jym jaane se sirf muscle bdhte hai jbki yog krne se aapko ko ander se shanti milti hai tanav door hota hai mai samajhta hu aapko yog ko apne daily routne ke saath joda chahiye or apne saath saath apne aas paas waloko bhi jaagruk krna chahiye . . dosto aaj hum globalisation ke jaal me itna fas chuke hai ki hum  apne desh ki sanskriti ko hi bhulte ja rhe hai.to dosto ye yoga divash hamare liye bht bda hona chahiye taaki hum apne bharat ko ek baar firse se vishva guru bana sake dosto mai samajhta hu ki hume swasth rehna chahiye or or apne  dosto or pyare logo ko bhi esa hi krne ko bolna chahiye .to dosto apnao yog ko bachao or badhao deshi ki sanskriti ko .isi ke saath alvida  or agar aapko mera ye chhota sa sandesh accha laga to commment kro apni rai or support kro DESH WAASI ko dhanyawaad ......swasth rahe mast rahe...

Comments

Popular posts from this blog